Quotes by Sanjana in Bitesapp read free

Sanjana

Sanjana

@sanjana1499


Manchala man

Manchala man tujhe muskarana hai
Hr gham ko mitta, tujhe zindagi bitana hai,
Apne hi shor me masruf
Jane kya chahta hai,
Na khabar na thikana hai,
Bas kuch toh isse paana hai,

Iss bhid me khud ko jagana hai,
Apni rah pe chal
Har khawahish ko sajana hai,
Ye Manchala man tujhe muskarana hai
Hr gham ko mitta, tujhe muskarana hai....

By Sanjana

Read More

Yatharth satya kabhi badalta nhi
koi insaan siddha chalta nhi
Lagti hai thokar, tutata hai bharosa
Tab insaan chalna hai sikhtaa.

U hi logo ne sharafat ko badanaam nhi kar rakha
Zarur unhone bhi sharafat ka swaad liya hoga
Khayi hogi thokar itni ki apna rasta hi kaam se kaam bna liya
Shyad islea toh sharafat ko itna badnaam kr rhakha hai.

By Sanjana

Read More