Aur fir ..
ek din pyar me
jab mang me sindur bhar apnane ka samay aaye tb tum apni
sari majburiya ginva kar Rona ro kar bhag mat jana
pyar ke naam par use Dhokha mat dena ..
kyuki tum to parivar me khushi khushi jioge
par wo insan pal pal apne marne ki duwa kre aur uske aansu ankahi badduaye tumhare bistar ant tak janmo janam tumhara picha nahi chodegi...
chilla chillakar bhugtoge par afsos tab kuch nhi bacha hoga tumhara pass..
- GIRLy Quotes